Matargashti Lyrics - Tamasha | AR Rahman, Mohit Chauhan

Matargashti Lyrics tamashaMatargashti Lyrics Tamasha. The song is sung by Mohit Chauhan & composed by A.R. Rahman and the lyrics is penned by Irshad Kamil.

Lyrics of Matargashti From Tamasha. A Mohit Chauhan's song matargashti starring Ranbir Kapoor and Deepika Padukone. the music of this song is composed by the A.R. Rahman. Matargashti is the first song of the tamasha.

Song: Matargashti Tamasha
Singers: Mohit Chauhan
Music: A.R. Rahman
Lyrics: Irshad Kamil
Music On: T-Series

Matargashti Lyrics | Tamasha


Na na na Na na na...

Matargashti khuli sadak mein
Takdi tadak bhadak mein
oley girre sulagte se
Sulagte se sadak mein
Chatri na thi bagal mein
Aaya hi na akal mein
Ke bhage hum ya bheege hum
Akkad mein toh socha phir

Geela hua hai jo sukhana ho ho.. boom!
Chahe zanana ya mardana ho ho..

Attention!
Phenka nayaa paasa
Phir de gayi jhansa
Aivein mujhe phansa
Teri aisi ki ho taisi zindagi

Phenka nayaa paasa
Phir de gayi jhansa
Aivein mujhe phansa
Chirkut zindagi you know

(Na na na Na na na...
Tang tang taun taun.. )

Tu hi hai wo
Jis se khela tha main kho-kho, khela kho-kho
Tu hai Laila, Shirin, Sohni, Juliet
Sun lo, mujhko dhoondo na jungle mele mein
Whatsapp pe hoon ha ha...

Na tera na mera zamaana ho ho...
Na ye zanaana, na mardana ho...
Pakad paana

Phenka nayaa paasa
Phir de gayi jhansa
Aivein mujhe phansa
Chirkut zindagi you aaow

Tu hi hai wo
Jisne khenchi meri dhoti, dhoti khenchi
Ab tu dhoonde kahaan bande
Na main Kaaba, Kaashi
Main twitter pe hoon
DP meri dekho hoo hoo

Sun re sun beliya
Dil ne dhokha diya
Aankhein mili tumse naazneen
Mere hosho hawas kho gaye
Dil ne ro roka
Yeh aankhein hain dil ki zubaan
Khwaab roz roz dekhe naye
Ho.. dil ka bhanwar bole sun sathiya
Chhup na dupatte mein tu oh chhaliya
Prem pujari ke... dil ka bayaan
Hota raha, rota raha priye

Toh phir..
(Tang tang taun taun..)

Matargashti khuli sadak mein
Takdi tadak bhadak mein
oley girre sulagte se
Sulagte se sadak mein
Chatri na thi bagal mein
Aaya hi na akal mein
Ke bhage hum ya bheege hum
Akkad mein toh socha phir

Geela hua hai jo sukhana ho ho...
Chahe zanana ya mardana ho ho..

Attention!
Phenka naya paasa
Phir de gayi jhansa
Aivein mujhe phansa
Teri aisi ki ho taisi zindagi

Phenka naya paasa
Phir de gayi jhansa
Aivein mujhe phansa
Chirkut zindagi you know